Shehr-e-khayal-o-khwab me abaad ho gaya,

Posted: March 16th, 2010 | Author: | Filed under: Broken Heart SMS, Ghazal SMS, Miss You SMS, Sad SMS | Comments Off

Shehr-e-khayal-o-khwab me abaad ho gaya,
>< Itna usy parha k muje yaad ho gaya..
>< Ma aaj tk hun jis k faraib-o-hisaar ma,
>< Wo aur hi kisi ka mere baad ho gaya..
>< Aandhi hawa ka saath nibhane k shoq main,
>< Koi tabah ho gaya barbad ho gaya..
>< Apni to sari umar aseeri main kat gayi,
>< Jis ne b haar maan li azaad ho gaya..
>< Pehle to paanion se rahi guftagoo meri,
>< Phir youn hua k aiyna ejaad ho gaya..!!! ><><><

--------------------


Comments are closed.